Fraud Saiyaan Title Track Lyrics – Arshad Warsi | Saurabh

Fraud Saiyaan Title Track Lyrics

Song Credits:
Singer: Shadab Faridi
Music: Sohail Sen
Lyrics: Kumaar






Fraud Saiyaan Title Track Lyrics

Oo Bachna Haseeno,
Banda Yeh Shaukeen Hai,
Dil Vil Ki Dealing Karna,
Iski Toh Routine Hai..


Beautiful Choriyaan Pataye,
Apni Love Storiyaan Sunaye,
Pakad Ke Jakad Ke,
Ye Maaldaar Baiyaan..




Fraud Saiyaan…(x4)


Fraud Saiyaan
Fraud Saiyaan,
Thug Lega Dil,
By God Saiyaan..


Fraud Saiyaan
Fraud Saiyaan…


Dil Iska Naughty Hai,
Neeyat Bhi Khoti Hai
Karta Hai Baimaniyaan..


Yeh Bada Liar Hai,
Energy Higher Hai,
Crazy Hai Shaitaniyaan…


Ishq Kare Yeh Limit Todke,
Oo Ishq Kare Yeh Limit Todke,
Chhori Badle Yeh Har Mod Pe,
Nadiya Mein Kaanta Dubaaye..


Brand New Machhli Fasaye,
Time-Pass Karke Mitaye,
Tanhaiyaan..


Fraud Saiyaan…(x4)


Fraud Saiyaan
Fraud Saiyaan,
Thug Lega Dil,
By God Saiyaan..


Fraud Saiyaan
Fraud Saiyaan…

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo