SEEDHA TAKEOVER LYRICS – Emiway

SEEDHA TAKEOVER LYRICS – Emiway

Song – Seedha Takeover
Singers – Emiway
Musicians – Flamboy
Lyricists – Emiway

SEEDHA TAKEOVER LYRICS

Automatic Meri Gaadi
Automatic
Automatic Mera Brush
Sab Jaana Chahate Har Jagah
Har Jagah
Koyi Na Karta Meri Tarah Skrrtt


Ha!
Time Up, Goal Post Hua Change
Mere Saare Wohi Dost
Tera Dost, Dost Hua Change
You Ain’t Close To My Range
You Ain’t Close To My Range
Tera Range Rover
Lekin Aj Dekh Tera Hua Game Over
Bole Takeover Hey
Bole Takeover
Seedha Summe Summe Bole Takeover


Abhi Tak Ke Khela Main To Ek Over
Kabhi Tak Main Khelunga Yeh Logo
Ka Sawal Mein Jawab Main Parosun
Mera Kaam, Mera Daam Sunke Sumsaam
Poora Santan Tera Dekhe Aake Dhoom Dhaam
Hora Hoga Show Mera Jhoom Jhaam


Seedha Summe Kumme Ghoomna Padta Mujhko
Feeling The Stardom
Dekh Beta Khudko
Tere Baare Baat Karne
Samay Ni Ae Mere Pass
Ca Ko Nipta Raha Hoon Mere Pass


Aur, Aur Kya
Aur Kya Ca Ko Nipta Raha
Mere Pa Ko Nipta Raha
Mere Pehle Bane Gaanon Ka
Main Video Ko Nipta Raha
Main To Studio Bita Raha
Samay Pitara Khula To
Bichara Bolega Khud Ko
Bhugto, Kutton
Inhein Bhonkne Do
Ek Kaam Karo Ruko


Mere Pass Khaane Ko Teen Waqt Ka Khana Hai
Shukar Rozana Hai
Sunane Ke Liye Bohat Saara Gaana Hai
Gaana Khazana Hai


Mere Pass Khaane Ko Teen Waqt Ka Khana Hai
Shukar Rozana Hai
Sunane Ke Liye Bohat Saara Gaana Hai
Gaana Khazana Hai
Gaana Khazana Hai
Gaana Khazana Hai


Public Mujhe Chahati Jaise
Barack Obama Main
Aatanki Humla Har Gana Osama Main
Kyun Sunun Tana Main
Jab Kara Mere Mann Ki
Haan Bheje Se Hoon Sanki
Haan Dc Meri Funky
Pardeshi Wali Bandi
React Kare Video Pe
Youtube Pe Gaana
Phir Worldwide Radio Pe


Bina Promotion Ke
Na Karun Pateli Main
Karta Tha Jab Tha Main Paheli Mein
Suljha Na Paya Koyi
To Suljhane Aaya Paheli Main


Aye Sabki Jalegi
Jab Tadki Lagegi
Mujhe Music Ka Nasha Hai
Mujhe Talab Hai Lageli
Sar Pe Balab Hai Lagegi
Kabhi Na Kabhi Chalegi
Istemaal To Kar Beta Tabhi To Chalegi


Main Kaise Karta Hoon
Inhein Sochne Do
Har Jagah Nahi Jaata Main
Inhein Khojne Do
Hey Emiway Wassup
How Much You Charge
Chhodo Rehne Do
Yeh Sab Ke Sab Paaltu Hain
Inhein Bhokne Do


Inhein Bhokne Do


Tags: Latest Hindi Song, Latest Lyrics, Hindi Songs Lyrics, Emiway Bantai, Flamboy, SEEDHA TAKEOVER LYRICS – Emiway, SEEDHA TAKEOVER LYRICS Emiway, SEEDHA TAKEOVER LYRICS, SEEDHA TAKEOVER Emiway LYRICS

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo