Song: Ehsaan Tera
Singer: Mohammed Rafi
Music: Shankar Jaikishan
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Singer: Mohammed Rafi
Music: Shankar Jaikishan
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Ehsaan Tera Lyrics
(Poetry)
Samajhte the samajhdaar jise
Hum dil yeh nadaan kar baithe
Sab jaan kar bhi hum unhein
Apna sab maan baithe
Wo masoom se bas
Muskurate the dekh kar
Hum yeh mann beimaan kar baithe
Ki khuda se Khuda hi maang liya ho
Na jaane yeh kaisa
Armaan kar baithe
Aur yeh sab kabhi
Unhein keh ke gaa
Nahi paaye toh kya ?
Gaa ke keh diya..!!
(Song)
Ehsaan tera hoga mujh par
Dil chahta hai wo kahne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaav mein rahne do
Ehsaan tera hoga mujh par!!
Chaahe bana do, Chaahe mita do
Chaahe bana do, Chaahe mita do
Marr bhi gaye toh denge duwayein
Marr bhi gaye toh denge duwayein
Udd udd ke kahegi khaak sanam
Yeh dard-e-mohabbat sahne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaav mein rahne do
Ehsaan tera hoga mujh par!!
(Poetry)
Samajhte the samajhdaar jise
Hum dil yeh nadaan kar baithe
Sab jaan kar bhi hum unhein
Apna sab maan baithe
Wo masoom se bas
Muskurate the dekh kar
Hum yeh mann beimaan kar baithe
Ki khuda se Khuda hi maang liya ho
Na jaane yeh kaisa
Armaan kar baithe
Aur yeh sab kabhi
Unhein keh ke gaa
Nahi paaye toh kya ?
Gaa ke keh diya..!!
(Song)
Ehsaan tera hoga mujh par
Dil chahta hai wo kahne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaav mein rahne do
Ehsaan tera hoga mujh par!!
Chaahe bana do, Chaahe mita do
Chaahe bana do, Chaahe mita do
Marr bhi gaye toh denge duwayein
Marr bhi gaye toh denge duwayein
Udd udd ke kahegi khaak sanam
Yeh dard-e-mohabbat sahne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaav mein rahne do
Ehsaan tera hoga mujh par!!
Samajhte the samajhdaar jise
Hum dil yeh nadaan kar baithe
Sab jaan kar bhi hum unhein
Apna sab maan baithe
Wo masoom se bas
Muskurate the dekh kar
Hum yeh mann beimaan kar baithe
Ki khuda se Khuda hi maang liya ho
Na jaane yeh kaisa
Armaan kar baithe
Aur yeh sab kabhi
Unhein keh ke gaa
Nahi paaye toh kya ?
Gaa ke keh diya..!!
(Song)
Ehsaan tera hoga mujh par
Dil chahta hai wo kahne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaav mein rahne do
Ehsaan tera hoga mujh par!!
Chaahe bana do, Chaahe mita do
Chaahe bana do, Chaahe mita do
Marr bhi gaye toh denge duwayein
Marr bhi gaye toh denge duwayein
Udd udd ke kahegi khaak sanam
Yeh dard-e-mohabbat sahne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaav mein rahne do
Ehsaan tera hoga mujh par!!
Post a Comment
if you have any Lyrics issue. Please Let me Know